sponsers

Thursday, September 23, 2010

{Marathi Kavita Mandal} Jab hamne pyar karna chaha to

 


Jab hamne pyar karna chaha to,
Unhone hamse nata tod liya.
Jab kabhi aayi yad hamein unki,
Unhone bhi na kahte hue munh mod liya.
Aakhir kabhi na aayegi yaad unhe hamari.
Sochkar hamne bhi umeed ka daman chod diya.
Tarsate rahe unki ek jhalak pane ko,
Aur apna har rashta dukhon ki aur mod liya.
Jab ehsas hua hamari sachchhi mohbbat ka unhe,
Tab tak hum us mukam pe the,
Jahan se laut kar aana hamare liye mushkil,
Aur hame pana unke liye namunkin tha.



 

  Krishna
 
     Leave "something" for"someone"
 but
    never leave"someone" for "something"
 bcuz.in life
       "something" will leave you 
 but
       "someone" will always be with you

 

__._,_.___
Recent Activity:
If you are passionately in love with Marathi poetry, as a writer or a reader, this is your group.
Please post your poems, the poems that you like, qoutations about poetry and your views and thoghts about Marathi poetry.

Marathi_Kavita_Mandal

Now all Marathi Kavita are available at
http://kavitasangraha.blogspot.com
.

__,_._,___

0 comments:

sponsers